jab kabhi Khali samya mile to us wakt ko soche main vyarth na karen balki Chintan main lagaen kunki chintan man ko mathta hain buddhi ko prakhar aur man ko shuddh karta hain. kun ki jab ham chintan karte hain tab Ham man ki us prakhar awastha main hote hain aur achhe ko achha mankar dur,durgun aur duraacharan ko galat kahte hai aur sad arthaat staya ,sach awam sadachar ko apnate hai aur ise aage apne wavhaar main lane ka prayas bhi karte hai .chintan ko apne wayvar apne aacharan main awashya banaen kun achhi soch aur usko kaargar banana bhi ki uttam maanviyta ka sarvochh gun hain aur Ye gun Ham sab main viksit ho isi kaamna k saath main apni Kalam ko viram deti hun meri kriti aap ko agar acchi Lagti hai To comment main awashya Kuch likhiye aur aap is samband main Prashan bhi kar sakten hain
Payal jain