Malum Nahi



Kya puchte ho mujhse mera pta
Malum nahi

Hun bikhra sekron dishao me
Kabhi apno ke sath me
Kabhi ichao ke shore me
Kabhi kisi ki galiyo ke rah me

Is Bikhre astitva mese me kon hun

Malun nahi

Hindi Poem by Siddharth Joshi : 111438313

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now