#kavyotsav2
Agar kahbi me kuch keh na saku to Meri khamoshi ko samjh Lena tum
Agar kabhi me mayush ho jau to mujhe aake hasa lena tum
Agar kahbi me tut jau to mujhe sambhal Lena tum
Agar kabhi me Gussa ho jau to muhje aake mana lena tum
Agar kabhi me Ruth jau to mujhe kas ke gale laga Lena tum
Agar kabhi me dur Jana chahu to mujhe apni kasam deke rok Lena tum
Bs itna chahti hu me tumse !!!!
-Pikachu (Divya)