Vah aaee thee mujhse milane aur main khoya hua tha..
Tab mere pass khvaabon ke alava aur kuchh bhee nahi tha..
Mere kamare ko sajane kee unakee badee tamanna thee..
Per mere kamare main kitaabon ke alava aur kuchh nahin tha..
Aur in kitaabon ne bada julm kiya hai mujhpar..
In kitaabon main ek razm hai jis razm se mara hai jahan,
Muzhda- e -ishrat- e anjam nahin pa saka jindagee main kabhee aaram nahin pa saka..!
J.A