Mujhe Aisa lagta Hai Ki Ab Main Mar jaunga
Agar Na mara to pata nahin FIR kidhar jaunga
Yu awaro Ki tarah bhatkana bhi mujhe Raas nahin aata
Ab To Mera apna bhi mere pass nahin aata
Ab mujhe lagta hai ki main ab mar jaunga
Agar Main Bach Gaya to fir kidhar jaunga
Mere pass to ghar bhi nahin
Jo Main Laut aaunga
Ab tu hi bata a zindagi main kidhar jaunga