*"Woh kehna chahta tha… par keh na saka,
Main rokti rahi… par aansoon beh na saka.
Kya rishton ka matlab sirf baatein hota hai?
Kabhi khamoshi bhi mohabbat ka saboot hota hai…
Teri yaadon ka bojh lekar jeeti hoon main,
Aur tujhe bhoolne ki koshish mein…
Har din aur zyada yaad karti hoon main."* 💔
Good night friends 🥰