तुम्हारे दो शब्दों के बीच का मौन हूँ मैं


दोबारा मत पूछना कौन हूँ मैं ....

Hindi Shayri by Hardik Boricha : 111997238
Hardik Boricha 1 year ago

Arey nahi nahi nikita... Jitna meri samaj mein aaya mene samja diya.. i hope aapko meri vajeh se koi mandukh na hua ho ... Maaf kaijiyega agar esa hai to..🥺🙏

N¡k¡t@ 1 year ago

Ok thank u for explaining everything 🙏 aapko kasht diya iske liye sorry

Hardik Boricha 1 year ago

Is shayri ka matlab hai ke premika premi ke baare me kisiko bataane me asamanjas ka anubhav kar rahi hai ki uske liye premi kya hai .. Kya woh uska premi hai? Kya woh uska sirf shokh hai? Kya woh uski sirf zarurat hai?? Premika khud nahi samaj paa rahi

N¡k¡t@ 1 year ago

Ji..nhi maafi ki jarurat nahi bas samaj nhi aaya 🙏

Hardik Boricha 1 year ago

Hanji maaf karna agar kuch na samaj aaya ho... Aainda se apne shabdo ko clear kar ke aapse baat karungaa.🤗

N¡k¡t@ 1 year ago

Kuch samaj to nhi aaya meri kuch accha hi likha hoga

Hardik Boricha 1 year ago

Wohi do shabd jo mere liye wo jisne insaan mere liye maun dharan kiya hai...

Hardik Boricha 1 year ago

Jarur puchi shako ..

N¡k¡t@ 1 year ago

Aapke baare me nhi lekin un shabdo k baare me to puch hi sakte he na?

N¡k¡t@ 1 year ago

Kon se do shabd?

Hardik Boricha 1 year ago

Me kaun hu ye jaane ne ke liye kripya uparwali shayri dobara padh lijiye 😅😅

Bitu 1 year ago

Who are you?? 😃😃😃

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now