sad shayari 💔🥺

main khilona hu
shayad koi mere liye Roya hoga
kisi ne mere sath khela hai
Mann bharne ke bad Feka hai
Main khilona hu kisi ne pyaar se kharida
phir Naye ki lalach mai Tod kar Feka hai

Hindi Shayri by Sangeeta Khakhodiya : 111986183

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now