Rasta mushkil hai magar
manzil hamari hai chalna hami ko padenga
Bikherna kam hi hai duniya ka
sawarna hami ko padenga
Dushman bhale taqatwar hai
muqabla hami ko karna padenga
Zulm hamper hua hai
kahena hami ko padenga
Zamana chrago ko bujhade
to jalna hami ko padenga