Kal meri unse bato bato me ladai ho gai. Meine pucha ke aaj kal tum mujhe bilkul samay q nhi deti. Uska jawab tha kam aur ghr walo se fursat nhi milta. Jawab me maine kaha aisa kya busy hoti ho din ka 5 min bhi nhi hota mjhe tmse dil baat share karni hoti hai tumse tumhare saath waqt bitana acha lagta hai. To jawab kuch aisa mila ke mujhe ander tak hila k rakh diya. Jab mein nhi thi aur jab mein nhi rahungi tab kya karoge