Jo mujse anjane main bikhara hai!
wo tere liye janbuzakar jod du
wahi sukun!
Duniya ki har khusi na dekar
khusi ki Wo wajah hi main
ban jau wahi sukun!
jindagi sirf khusi nhi dard bhi hai
tere dard main hissedar bhi aur Dard mitane ki wajah ban jau wahi sukun!♥️💕♥️

Hindi Good Night by JalpaPatel : 111783616

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now