जैसे की whatsapp par bhi kayi message aaye aur yahan bhi kayi dino se aapme se kaafi logon ka ek sawal aa raha hai ki..... BOYS school WASHROOM और दोस्ती से परिवार तक...... dono novels k new parts aane me itna delay kyun gya hai or ho rha hai...... to sbse pehle to me mere sabhi pathakon se maafi chahunga.🙏
drasal me kaafi unwell tha pichle kuch dino me, mene aapko bataya bhi tha.... lekin ab bilkul theek hoon.... actually me is waqt ek story project ko lekar thoda busy chl raha hoon.... isliye bs kuch waqt ki mauhlat aur aap mujhe de dijiye.... baaki BOYS school WASHROOM k new parts aana start ho gye hain aur doosri novel k bhi jldi aayengey....
aap logon ka pyaar dekhkar aankhein bhr aati hain sch me...... thoda cheezy hogya na😊... lekin sch me dil se thank you for your support❤️...... बस एक छोटी सी गुज़ारिश है आप लोगों से.... आपका गुस्सा बिल्कुल जायज़ है😔😶....लेकिन प्लीज आने वाले पार्ट्स पर भी अपना पहले जैसा प्यार दिखाइय🙏...... एक लेखक का लेखन बस सभी पाठकों को पसंद आये इस से ज्यादा और कुछ नहीं चाहिए🙏🙂..... me ye sb post krne wala nhi tha lekin BSW17 pr reviews dekhkr mujhse raha nhi gya....
Radhey Radhey.... and stay safe everyone please🙏