Aj nikla he julush insaniyt ka
Fir ek beti hui मलिन hevaniyt se
Shor utha..julush nikle...गौ mata ko bchane ko
Niyam bne..kanun bne..ganga ko bchane ko
Hue bndh k ऐलान..samj k बँटवारे bchane ko
Dalit Bhim to स्वर्ण ram bne...khud ko sabit krne ko
Lekin ..jb bat uthi mamta ki..jb bat uthi बहन ki..jb bat uthi beti ki..koi kuch n bola
समाज k ठेकेदारों ne ise mjak smjha
Log bhi chup the...Ha....thi unke aankho me सहानुभूति
Pr n Jane kyu...usme se n koi ram bna n Bhim
Aj julush nikla maa ki mamta ka...bandhan se judi बहन ka ..लाड़ me pali beti ka.....
Aj nikla he julush insaniyt ka...
लूटती rhi desh me Nirbhaya ki ijjat
चीख़ो me aashifa ki masumiyt bhi gai
Jal rhi thi vo disha...jisne kitno ko बचाया tha
Fir bhi desh n bdla ye..
Aj nikla he julush insaniyat ka
-Akashsingh