Hindi Quote in Shayri by Nawaz

Shayri quotes are very popular on BitesApp with millions of authors writing small inspirational quotes in Hindi daily and inspiring the readers, you can start writing today and fulfill your life of becoming the quotes writer or poem writer.

Woh kehte hai kuch naya sunaou
Thak chuka hu naye alfaaz kaha se लाउ

Luthti hai Aàbru jis shahar mein
Uske अजमतो ke charche kaha se लाउ

Khamoshi aur Murdo ki basti
Yaha haq ki Aawaaz kaha se लाउ

Keemat hai छीक ki bhi unke
Gareeb ke khoon ki कीमत kaha se लाउ

Khushiyan basti thi ek ghar mein
Woh buzurgo ka saaya kaha se लाउ

Tere दरिंदगी ke charche aam hai
Tere insaniyat ke ishtihar kaha se लाउ

Apne jaiso ko chun rakha hai tune
Tujhse insaaf ki ummeed kya लगाउ

Masumiyat cheen li jisne Mujse
Ummeed kya ladakpan mein usse लगाउ

Ab kuch likhne ko dil chahta hai नवाज
In lafzo ke kadardan kaha se लाउ

Hindi Shayri by Nawaz : 111301581
New bites

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now