Ye kesa pralay he
Smaj me fel rha Anarth (अनर्थ)he
The jinke hatho me kbhi dharm surkshit
Aj unhi k hatho me adharm he
Ye kesa प्रलय है ....
Nari ko Shakti mana humne
Durga ..Kali ka avatar mana humne
Shiv ki ardhagni mana humne
Radha ka prem bhi mana humne
Fir kyu nari ko dukh diya humne
Ye kesa प्रलय है ....
Nari ko Pujne vala smaj
Aaj usi ko lanchan(लांछन) lgaye betha he
Betiya apne hi ghr me kaid(क़ैद) hui bethi he
Ye kesa smaj he
Ye kesa Aarya vrat he
Ye kesa pralay he
....
Ruh bhi Na Kapi
Na karuna ki bat he
Roti(रोती) bilkhti aasuo ki to kya keemat
Yha to sirf viswasghat(विश्वासघात) he
Ye kesa प्रलय है ....।
-Akashsingh