*_Duniya se hoshiyar raho, kyuki yahan zubaan me mithaas aur dil me fareb rakhne wale bohat milenge._*
*_Log tumhare saamne wafadari ka daawa karenge, magar waqt aane par apni asliyat dikha denge._*
*_Isliye har shakhs par aitbaar mat karo, kyuki har saath nibhane wala mukhlis nahi hota._*👐
priyanshu Sharma