*_Jab zindagi ko samajhna shuru kiya To pata chala ke zindagi to sabr ke siwa kuch bhi nahi_*
*_Koi rooth gaya to sabr Koi bichhar gaya to sabr,_*
*_Kisi ne kirdar par ungli utha di to sabr, Jo manga woh na mila to sabr,_*
*_Kisi ne dil tod diya to sabr Apne badal gaye to sabr,_*
*_umeedein tootne lagen to sabr... Kyun ke sabr woh khamosh dua hai, Jo God tak bina alfaaz ke pahunch jaati hai._*