sath sumudur paar ke
duniya ke bazar ke
achchi achchi guriya lana...
kyu?
papa aap achche papa baana
ek achchi kitab lana
jha sab ko mile gyan visi kitab lana ...
na karna bhedbhav chahe vo
ladka ho ya ladki...
samajh na sab ko
kya hai galt kya hai sahi...
kitchen mai kaam karne vali
shrif aurat nhi ...
rone vala mard nhi
ye mat batana
shikhna une
karna sab ki madd
na dekhe samne hai kon ...
na dekhe un chhoti chhoti bachi ho ya bari didi ya unke Umer ki ladki ko ...
agar hua hai kisi ke sath galt
to awaz uthna shikhna...
ye mat shikhna ki usne kaise kapre
pehna tha
na kare aisa kaam jo kar de uncomfortable kisi ko bhii
papa app achche papa baana
dena sab ko gyan na karna badhbhav
ladka ho ya ladki...
by kashish