ek ladka...
ek ladka hai jise mai apna bol sakti hu shayad...
ek ladka hai jise mere gum hone ka pata kar leta hai...
ek ladka hai jise dar lagata hai ki mai chali na jau...
ek ladka hai jo bolta hai teri jagh koi nhi lega or na mai dunga...
ek ladka hai jo mujhe Vaise hi pasand karta hai jaisi mai hu...
ek ladka hai jo hai to bachcha lekin banta bara hai ...
ek ladka hai jise mai apna mana ti hu apna lekin uska pata nhi ...
by kashish