Meri maa ka aanchal aisa tha
ghoop main badal jaisa tha
har haal main mujhko wo
khush rakha karto thi rahu
salamat main din raat dua karti
jiske paas rah kar maine kabhi
parwah na ki door hokar uski
mujhe baat satati hai ha mujhe
meri maa ki yaad satati haibeete
dino ko yaad kar hoton pe
muskaan aati hai ha a mujhko
meri maa ki yaad satati hai usse
roj ladti thi .ain dindoor chali
jaaungi bas ye kaha karti thi
main apni bhoolo ko yaad kuhd
par hi mujhko hasi jo aati hai ha
ye such hai mujhko meri
maa ki yaad satati hai.