Muje Aaj aachanak kuch yaad aa gya !
Usne puche tha kbhi kya rishta h hmara,❔
M tb bejuban sa ho gya tha.. 😶
Khna to chahta tha , 🍂
Pr us wkqt bss uski aankhon m kho gya tha..👀
Wo pgli phchan na pai meri nigahon k ikrar ko,🌸
Wo do pll door kya hui 🥀🥀
M pgl sa ho gya tha ..🌼🥀
Jane kis duniya m kho gya tha 🤷
Phir jb khyalo n lbzo ka sahara liya, 🌼❤️
Tb tk koi or uska ho chuka tha 🍂...
-Ankahi