Hardik Boricha 1 year ago

Thank you archana

Hardik Boricha 1 year ago

No no sab sahi hai.... Samaj sakta hu

N¡k¡t@ 1 year ago

Mene aapko galat nhi kaha mene bhi bas apna opinion hi rakha he... Sorry 🙏 Agar kuch galat bol diya ho to

Hardik Boricha 1 year ago

Or agar fir bhi aapko meri kisi baat ka bura laga ho to me tahe dil se maafi mangta hu🙏🙏 Abse aapko koi esi vesi baat bahi bolunga i m really sorry....

Hardik Boricha 1 year ago

Aap personally na le... Jeevan mein jitna sahi galat sochenge Zindagi utni uljhti jaayegi

Hardik Boricha 1 year ago

Nikita ji ...aap galat bahi hai ...mein bs is kahaani ke sandarbh ko samja raha hu ... Aap bhi sahi hai... Juth juth hota hai sach sach...

N¡k¡t@ 1 year ago

Ji.. bilkul jhuth tab tak galat nhi hota jab tak kisi ka bhala ho.. Ji...duniya sahi he aap sahi he shayad me hi galat hu..vese bhi me har kisi ki soch ya najriye ko to badal nhi sakti Mera manna he ki vohi vartan,vaani galat he jo hum publically use karte he,kisi ka publically insult karna galat he uski personal bato ko share karna galat jo galat he vo galat he....

Hardik Boricha 1 year ago

Agar kisi juth se kisi ki haani na ho or kisi ki madad ho sake to juth juth nahi.. Mera mann na hai ki vyakti ko apne boli ya apne kaam se vartan se kisiko dukh dard nahi pauhuchan chahiye

N¡k¡t@ 1 year ago

Ha magar mitha jhuth to nhi bola ja sakta na. Ye alag baat he jinse matalab nhi unke bare me bat ya charcha na kare but jo hamare mamle me tang adata ho uska kya kare?🤔

N¡k¡t@ 1 year ago

Ji.. bilkul sahi he 👌

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now