tera aana aur tera jana
sab ek sa tha..
kyuki thaher jane ke liye
ek therav chahiye..
Ruk jane aur Bas jane ke liye
Dil me pyar aur samrpan chahiye..
wo tujhme nahi tha..
kyuki tu vafadar nhi tha..

- GIRLy Quotes

Gujarati Shayri by GIRLy Quotes : 111997713

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now