"Tej bukhaar ko halki si garmi batana seekh liya hai,
Apne hi ghar mein ajnabi sa muskurna seekh liya hai,
yun to hoti hai guftagu har Milne Wale shaks se lakin,
Ab kuch baato ko zubaan par na Lana seekh liya hai"
- anshika singh

Hindi Shayri by anshika singh : 111995043

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now