Friends,
aaj aur ek confession karna he,
mere sath yaha jo huaa uske baad jis jis ne mujse bat karne ki koshish ki un sub ko mene ye kaha ki I am married but real me I am single aur meri 25th ko shadi he,
dar asal me us ladke ke karan mene kisi pe bhi bharosha karna chhod diya he ,
Ek baar meri shadi ho jaye after that I will post his name & Profile both, me nahi chahti ki meri shadi me koi problem aaye

Hindi Blog by Apeksha Thakur : 111805979
Apeksha Thakur 4 year ago

Yes, my would be husband knows everything & he told me that expose him, So aur girls ki life barbad na ho, isliye post kiya sub mene

Ruchi Dixit 5 year ago

Aapne apne hone wale parti ko bata ya?

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now