Jindagi ko aaj maine ak kagaj bana paya
Kuch likhavat ne kai rishte jod diye
Kai aisa likha to rishte tod diye
Kahi aisa likha to puri duniya ko ak kar diya
Kahi aisa likha to tute rishto ko bhi jod diya
Kahi aisa likha to duniya jhum uthi
Ab is kagaj par hme kya likhna hai wo hme tay krna hai jara gor frmana duniya valo
Jay mahadev
#Deepsagar