एक उम्र गुजार दी मैंने जिनका जीवन सवारने में,
आज मेरी उस औलाद से मेरा बुढ़ापा उठाया नही जाता..
Aakhir aisa kyu hota hai jeen maa baap ne apna sab kuch war diya apni aulad pe. jab unki Bari aayi to chod diya maa baap Ko uske haal pe .jin ko samaj me apne man saman ki padi hai wo maa baap Ko old age home nahi bhejte ha par unko ye aehsaas jaroor karvaya jata hai ki wo sirf bojh hai unpar ...mana ki budhaape me wo bachhe jaise ho jaye hai ..to kya hua kya hum khayal nahi rakh sakte jaise wo bchapan me rakhte the hamara ...agar unhone hume Bachpan me apne haal pe chod diya hota to kya hota ... To kya hum aaj yaha pe hote ..ye sawal mere un sabhi aulado se hai ....jo maa baap ko old age home to nahi bejte par ha ek zillat bhari life jaroor dete hai .... ????