Delhi ka Mai chora
Punjabi baag me baitha peeta sharab
adte sari kharab
duniya bole nawab
Khab dekhu Sari raat
ek din banuga rap star
apni kamyabi ka jimevaar
alfaaz mere talwar
bolliya jaise golliya
kalam Meri bandook
jindagi ka apni Mai eklauta saboot