safar jindagi ka aam hai yaaro,
kabhi apna to kabhi gumnaam hai yaaron,
kuch pal thehrna ant hota nhi,
kya jane door shayad mukaam hai yaaron.
hasil ho jati hai shaksiyat use hi,
jo thokar khata sare aam hai yaaron.
koi ho to khaas bna de is aam jindagi ko,
dil se use salam hai yaaron.