Ek baar teri dhadkan se lipat kar
saanson me utaarna chahte hai aapko,

palkon ke saaye me
apne haathon se sawaarna chahte hai aapko,

ye kaisa nasha hai tere pyar me
apni takdeer bana kar haathon me chipaana chahte hai aapko,

hume nahi chahiye ye saansein 
kyuki unki jagah dilaana chahte hai aapko,

ek baar pyar se baahon mein pukaaro hume
hum khud me samaana chahte hai aapko

English Shayri by Anu Desai : 111097071
Rekha Rani 8 year ago

teri sanso m hm ese smaa jaye ,jese koi bhini c khushboo hwabo m smajati h

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now