Tushar Solanki 8 year ago

Bilkul vyakti ajj app apne padosi to thik apne sage walo pe bharosha nahi kar sakte paisa dekha nahi aur bhai bhai ka khun kar dega . pyar vyakti se karoge to hurt hoga but pyar bhagwan se karoge to kabhi dhokha nahi pyar hi pyar milega but uspar vishwash aur sacchi bhawna honi chaiye

Mohit 8 year ago

vyakti hart karta hai lekin ku6 had tak love bich me aakar relation tutane se bacha leta hai

Krina 8 year ago

दोनों में से एक भी हर्ट नई करता हर्ट तो हमारी खुद की एक्सपेक्टेशन करती हैं.. प्रेम में हर्ट केसा उसकी खुशी से आगे कुछ नई..और व्यक्ति अपनी हैं तो वो कभी हर्ट कर ही नई सकती...

Raval jeet 8 year ago

vyakti ka prem ....

bhttbhvina 8 year ago

ans jrur dena ....?

bhttbhvina 8 year ago

prem ya vykti dono me se kya hurt jyda krta hai ....

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now