Ladakiyo ki feelings na kuchh alag hoti wo sabakuchh share karati hai logo Se shympthy pane k liye nahi sirf aapni andar ki baat batane k liye unse bilkul opposite ladake hote hai wo care karte hai pyar karte hai khone Se darate bhi hai lekin wo kisi Se bhi kehate nahi bs aapne tak hi rakhate hai aapni feelings...

Gujarati Thought by Dhara Vaghela : 111065672
Dhara Vaghela 8 year ago

sayad ho bhi sakata hai....be positive

ABC 8 year ago

shayad yesa ho sakta h ki ladke sirf khushiya baatna jahte ho gam nahi..!?

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now