jin dosto ko
zindgi maana tha kabhi,
zindgi mein unki
aaj hamari koi jagaah nhi

raaste mein wo jab mill jaaye achaanak,
sochte hai kis hakk se unhe bulaaye,
hum kon the ye yaad dilaaye,
ya nayi dosti ka hath badhaye...

English Shayri by KISHAN PARMAR : 111059524

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now