Tab teri yaad aati hai...

Jab suraj dhalta hai, sam tahelne niklti hai, panchhi ghar vapis lot rhe hote hai... Tab teri yaad aati hai...

Jab bhi sadak pe chalte do dosto ko kandho se kandha milaye chalte dekhta hu.... Tab teri yaad aati hai

Jab bhi koi thokar khata hun, koi sambhalne vala paas nahi hota.... Tab teri yaad aati hai

Jab akela hota hun,tanhaiyo me bhida rehta hun... Tab teri yaad aati hai

Jab bhi mayus hota hun, lage ki koi aake gale laga le... Tab teri yaad aati hai

Tab teri yaad aati hai........
Tab teri yaad aati hai........

-CHIRAG_P_SANCHANIYA

English Shayri by Chirag P Sanchaniya : 111056822

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now