Khud Se bhi Piyar Tumhare Liye Kya,
Raaton Ko Intezaar TumhareLiye Kya!

Tum Laut Kar Na Aye Kisi Shaam Ko Magar,
Har Shaam Intezaar Tumhare Liye Kya!

Ye jan kar bhi k Duniya kisi kinahi hoti,
Duniya pe Aitebar Tumhare Liye kya!

Jo Dil kisi k waste Roya na tha kabhi
Us Dil ko BeQarar Tumhare Liye kya!

Gujarati Shayri by Naranji Jadeja : 111039111

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now