Chand Banne Ke Liye ,
Jugnoo ko jalna hi pada...
Manzilo ka Shokh tha,
Ghar se nikalna hi pada...
Ishq karna or nibhana,
Adate dono thi buri
Hum bhi badale ,
Adato ko badalna hi pada....
Pyar ko gale lagaye,
Vakt itana tha kaha...
Jukake mafi mange ,
Sath itana tha kaha....
Kate the jo rah me,
Uspe chalna hi pada....