Sach batao ...
tumhe yaad hai na wo din wo raat ,
wo tumhe dekhne ke liye mera khidki per aana ..
kisi na kisi bahane se wo tumhara mera naam pukarna ...
yaad hai na tumhe ??
Haan yaad hi hoga ...
mera tumse nazar ka milana aur
jb tumhare ishare samjhna to
sharma ke mera chale jana ...
kaho na yaad hai na tumhe .