Dil dabe alfaz ka shor bahut tej hota h
jo rok ke rakha h khud me uska jor bahut hota h
he bhaar kitna h tanha kitne
koun jaan paya h
kyu tarasati h nigahe koun samjh paya h
yuh to sharte har koi lgata h sath ki
pr asal me koun kaha sath de pata h
ye khushiya ye rangini har kisi k naam nhi hoti
kuch Dil tadapte h rehte h unhe koi raah nhi milti
kho jate h wo bhid me apno k
par reh jate h akele banjar jamin se