Jab kabhi aisa lage k aap bohut dukhi ho bohut pareshaan ho aur aap ko koi sunne wala nhi ya phir aap darte ho ki mein apni dil ki baat kis se share karu aur meri feelings ka mazak bana de to. To us waqt apni dil ki baat dairy k panno me utar dena. Pura to nhi lekin thoda sa aram milega.
"Meine apne dairy k 20 panne faar diye (yaha mein dairy ka matalab dil bata raha hu) Ek yaha meine apne dairy k 20 panne faar diye to mere dairy ka kuch bojh halka ho gaya "