Kash ZINDAGi meri ek kitab hoti,
Tumhare zikr ka panna he faad deti,
syahi tumhare naam ki jisme bhri hoti,
us shishi ko he ujad deti,
chodna he tha to shahara kyu diya muje,
main khud ko to sambhal he leti,
dikave ki tumhari un baaton ko,
kash pehle he pehchan leti,
jahir krdete tum,
jo Dil me tha tumhare,
sach kehti hu,
apne naam tk ko tumhari Zindagi se nikal deti.
B+ve

Hindi Blog by Krishna : 111439569
Krishna 6 year ago

Ty ☺️☺️

Krishna 6 year ago

Ty ☺️☺️

Gaurang 6 year ago

कितना दर्द छुपाके रखा है इस छोटे से दिल में, उस को भूलो ओर खुद को जीने की वजह दो दिल से,

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now