DIL KI KITAB
Dil ki kitab ka wo panna bhi chipak gaya hai,
Jaha mere pyar ki ink bhi khatam ho gai thi,
Mohobatt to itani ki thi ke aaj bhi puri kitab me to bs usi ink k nisan hai
Fadd bhi nahi sakta us panno ko kitab mein se
Kyonki us do panne aaj bhi puri kitab ko mehkate hai..
-The roaming soul
-Bhaumik