aur yahaan..me juliet ke saath yahi daffan ho jaaunga...
aur yeh sharir aur saare bandhano se mukt ho jaaungaa...
aakhri baar tumhe dekh loon..
aakhri baar jiii bhar k gale lagaau...
hothoo ko tumhaare chumm kar mott ko gale lagaau....
isse achha marne kaa tarikaa aur ho bhi kyaa saktaa he...
—by Romeo....