kaisa hai yeh darr.. khud to darta hai
mujhe bhi daraata hai
dara Dara kr hi yeh
mujhe Mera tujhse pyaar bataata hai
ajeeb fitrat hai iski ke khyaal Tera hota hai
aur dil mera kaanp jaata hai
tere gusse mein bhi ab mujhe
sirf pyaar nazar aata hai
woh darr hai naa haan
wahi jo tere hone naaa hone
kaa itna zaheen ahsaas kraata hai...
haaan yeh wahi hai.. tere liye
aata hai.. liye mera sukoon
chla jaata hai.. Haan yeh wahi hai... Haaan yeh wahi hai..
# Tera ahsaas