aakhir bhala ye kaisi zindagi maine paayi h
jisme sirf dard hi dard aur tanhai h
kabhi kabhi lagta aisa
tanhai khuda ne shahrukh ke vaaste banai h
jung judaai dhokha fareb sab jayaj h isme
mohabbat khuda ne chij hi aisi banai h
utar ke to dekho dub jaoge isme
dariya-e-dil me itni gahrai h

Hindi Blog by Sikandar Ali : 111036624

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now