samaj me aaj b bdi ajeeb mansikta h....aurat hokar b aurat ka dard nhi samajhti, Kya sach me ladki ya bahu ka padhna galat h...Kya ldki sirf Ghar ka kaam krne k liye hi vyahi jati h....aaj aisi hi ek aurat k vichar sune,, shukr h saamna nhi hua mujhse...barna mere Ghar ka raasta bhool jati..