utarne lage jo nakab jamane ke
hame khud ka chehra nazar ane laga
Ab kya hi shikayat kare auro se
hame khud mein hausla nazar ane laga
kyun kare minnate duniya se
hame khud ka hi iqrar milne laga
kab tak kare ab sawal atit se
hame haqeeqat se jawab milne laga