Kya kahu uss saksh se jise dil me jagah dia lekin usne hi daga diya
Kisse karu shikwa bas ek uske liye mene sabko bhula diya
Kahan jaun me apne dil ka haal sunane jiski khatir mene apno ko rula diya
zindagi me mene sabko yahi kaha
Agar dil me ho wafa to kabhi hona na judaa
Warna ek bewafa ki wajah se mohabbat ho na jayein khafa