aankho mai alag si chmak aa gyi thi jab usko dekh kar...
ab tayar ho kar jati thi uske liye...
achcha lagne laga jab bina bole mere saree dosto ko pata chal gya uske bare mai...
ab use bhi dihre dihre pata chal rha tha mere baare mai...
use mere se tha isliye shayad kisi ke bagal mai nhi betha tha kisi or ke ...
dono ne kuch bola nhi lekin pata dono ko tha pasand hai to karta hai ...
lekin kuch hi time baad alag ho jana hai inko kyuki ab kya hi hoga inko milne ko...
by kashish