Jab jane ka irada kar hi liya hai..
ye batate huye jana ki subha ki chai akele kaise piyu,
tumhare bina kaise jiyu,
apna dukh kisko sunau,
ye sikhana ki apni ankahi baatein kisko batau,
ye samjhate huye jana ki aansu aaye ankho me toh khud kese pochu,
tumhari yad me dubi huyi main, tumhe har pal kaise na sochu?