Duniyaa bhar ki khushiyan kr rahi tera intezaar yaha !!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Mana vakt ne chinaa hai tujhse bohot kuch
Pr ab vakt ne bhi kr liya hai tuje khush krne ka iraadaa yaha !!!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Mana zindagi ki dgar tuje kabhi kabhi thaam sa leti hai
Pr khuda ko dekhti tujme dhiraj yaha !!!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Mana zindagi ki mushkille kaam nahi
Pr khuda ko dekhta tujme hai hosla yaha !!!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Bhaar uchi udaan tu
Ab to khudaa bhi teri kaamiyaabio ka gvaah bnaa hai chahta yaha !!!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Hojaaa befikar tu
ab too khudaa bhi hai tere sath yaha !!!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Armaano ke bkse ko khul Zaraa
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Thoda sa muskura kr phir se aak koshish nayi
Sambhal zaaraa khud koo n de bikhr ne khud yaha !!!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
Sathi bikhre tukde khud k sambhal khud hi thoda sa muskura!!!
Khud ko thoda sa de hoslaaa yaha !!!
Bs tu Khud se khud ko kr aazaad zaraa!!!
-GUNJ 💭❤️